Saturday, February 6, 2010


Teri nazron se nazar milane ko ji chahta haikambhakth ye tera chashma beech mein aata hai..!!!
*************************************************
Lohe ko Loha kat ta hai …Sone Ko Sona Kat ta hai…Jaher ko Jaher kat ta hai…Isliye apko Kutta katega..!!!!
*************************************************
socha ttha har modh par tumhara saath denge,socha ttha har modh par tumhara saath denge,par kya kare kambakhat sadak hi sidhi nikli———–
*************************************************
Jane jigar jane mannAssi(80Kgs) Kilo tera wazantu jo mujh pe girimar jaoonga main sanam
*************************************************
Jaa pukaar raha hai tujhe HimalayBhool ja yeh Vidyalay aur NyaayalayPaayega tu Neelkanth Shivalay
xcuse me – jaana hai Sulabh Shouchalay…
*************************************************
Uss ne mere dil mei jgah to bna li,mane b uski tasvir apne dil mei sakali,wo mujse aise hi ruth gye,fir maine b uski dusri behan fassa li..
*************************************************
Ladka apni dilruba se pooch raha hai
Kya pyaar karna paap hai?Kya pyaar karna paap hai?
Ladke ka dost uske kaan mein bolta haiAbbey patli gali pakad peeche uska baap hai.!!!

No comments:

Post a Comment